Palkon se ashkon ko jhatak lo yara,
Koi ashkon ko thaamne ki koshish na kare,
Koi koshish na kare dil lagane ki,
Ki aadat si ho gayi hai, ashk bahane ki...
Ab akele raho, toh muskurate raho,
koi un udaas aankhon ko padhne ki koshish na kare,
Koi koshish na kare nazar milane ki,
Ki aadat si ho gayi hai, nazaren jhukane ki...
Ab kisise rootha na kar rahi,
Koi hamdard banne ki koshish na kare,
Koi koshish na kare manane ki,
Ki aadat si ho gayi hai, dil dukhane ki...
Ab un tanha raston par jyada chala na karo,
Koi apna banne ki koshish na kare,
Koi koshish na kare haath badhane ki,
Ki aadat si ho gayi hai, apne gawane ki...

No comments:
Post a Comment